Roman script

dil mera kehta hai kya sun to zara sun to zara

mai ashiq tere pyar ka sun to zara sun to zara

hai mohobat ka jadu nahi dil pe kabu bana degi 

pagal tujhe bekarai gadbad hai mamla

sun to zara sun to zara diwana ho jayega sun to 

zara sun to zara dil mera kehta hai kya 

sun to zara sun to zara

aise kaha ja rahi hai 

dilbar se daman bacha ke

todunga na apna wada le jaunga dil chaura ke

kyu mere piche pada hai mujhko nahi tu le jana

ata nahi hai anadi meri mohobat ko pana

mujhko hai sab kuch pata sun to zara sun to zara

diwana ho jayega sun to zara sun to zara

meri jawa dhadkano mai dhak dhak si hone lagi hai

baichain si arzoo bhi sapno me khone lagi hai

mai bas tujhe chahta hu jane jigar meri ho ja

sare jaha ko bhula ke mere khayalo me kho ja

khamoshiyo ki sada sun to zara sun to zara

mai ashiq tere pyar ka sun to zara sun to zara

hai mohobat ka jadu nahi dil pe kabu bana degi 

pagal tujhe baikarai gadbad hai mamla

sun to zara sun to zara diwana ho jayega sun to 

zara sun to zara dil mera kehta hai kya 

sun to zara sun to zara

diwana diwana ho jayega sun to 

zara sun to zara sun to zara sun to zara

Explore this song