Roman script

har ladki ke piche bhage rat rat bhar pagal jage

kahi kisi se ankh lad jaye tir kaleje me gad jaye

iske khyalo me ayashiya dil mera dil dil mera 

dil mera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

dil mera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

har ladki ke pichhe bhage raat raat bhar pagal jage

iske khyalo me ayashiya

dil tera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

dil tera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

badmash badmash 

nasamajh na bhola bhala jaan bach ke rahna

chede sabko aate jaate mane na mera kahna badmash badmash 

na samajh na bhola bhala dekho bach ke rahna

chede sabko aate jaate mane na ye kahna

rahta hai khoya khoya kisi ki hasi me 

bada maja aaye yara ise aashiki me

na samajh na bhola bhala jaan bacha ke rahna

chede sabko aate jaate mane na mera kahna badmash badmash 

kisi se raho me takraye mile nazar to hosh udaye

hotho se chume hai parchhayiya

dil mera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

dil tera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

badmash badmash 

ek pal me hami bharde ek pal me ruthe

ye to hai shishe ka tukda chot khake tute badmash badmash 

ek pal me hami bharde ek pal me ruthe

ye to hai shishe ka tukda chot khake tute

pucho na kaise kaise sapne dikhaye

kabhi to hasay hamko kabhi to rulaye

ek pal me hami bharde ek pal me ruthe

ye to hai shishe ka tukda chot khake tute

dhire dhire haule haule sham sawere dhak dhak daule

isko lubhati hai angadayiya

dil mera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

dil tera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash 

dil mera badmash hai karta hai badmashiya badmash badmash

Explore this song