Roman script

dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
apke pao ke neche to nahin
apke pao ke neche to nahin
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
yun nazar pher ke mat jayiye rukiye to zara  
yun nazar pher ke mat jayiye rukiye to zara  
apko meri kasam tehariye suniye to zara 
apko meri kasam tehariye suniye to zara 
hai jahan ap mera dil hai wahin 
hai jahan ap mera dil hai wahin 
apke pao ke neche to nahi 
apke pao ke neche to nahi 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil churaya ho to pehlu mein chupaye rakhiye 
dil churaya ho to pehlu mein chupaye rakhiye 
zindagi bhar mujhe dewana banye rakhiye 
zindagi bhar mujhe dewana banye rakhiye 
lekin ek bar dila dejiye yakin 
lekin ek bar dila dejiye yakin 
apke pao ke neche to nahi 
apke pao ke neche to nahi 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Saira Banu, Joy Mukherjee