Roman script

dil me ho par aankh se door 
tu majboor main majboor
haye main majboor 
dil me ho par aankh se door 
tu majboor main majboor
haye main majboor 
gujare zamaane yaad aaye 
haye yaad aaye 
gujare zamaane yaad aaye 
aankh me aansu bhar bhar laaye 
aankh me aansu bhar bhar laaye 
par tu majboor main majboor
haye main majboor 
dil me ho par aankh se door 
tu majboor main majboor
haye main majboor 
dil chahe phir din wo aaye 
din wo aaye din wo aaye 
dil chahe phir din wo aaye 
bichade hue do dil mil jaaye 
bichade hue do dil mil jaaye 
par tu majboor main majboor
haye main majboor 
dil me ho par aankh se door 
tu majboor main majboor
haye main majboor

Song details

Song video

Watch on YouTube