Roman script

tere bina saajana haye dil mera 

o o chain nahi paayega 

o chain nahi paayega 

aap jalega dil mera haye dil mera 

o o mujhko jalaayega 

ye chain nahi paayega 

kaahe ko di thi baalam nishaani 

kaahe ko di thi baalam nishaani 

dekh ke royegi meri jawani meri jawani 

sawan ka jab mahinaa aayega 

sawan ka jab mahinaa aayega 

dil mera haye dil mera 

o chain nahi paayega 

ye chain nahi paayega 

doli me baith ke sakhi jab jaayegi 

doli me baith ke sakhi jab jaayegi 

aankhe meri haye neer bahaayegi naar bahaayegi 

guzra zamaana yaad aayega 

guzra zamaana yaad aayega 

dil mera haye dil mera 

o chain nahi paayega 

ye chain nahi paayega 

tere bina sajanaa aa aa

Explore this song