Roman script

dil me lekar tumhari yaad chale

dil me lekar tumhari yaad chale

bage aalam se na muraad chale

dil me lekar

ab fakat ye hai khubaha mera

ab fakat ye hai khubaha mera

baksh dijo kaha suna mera

baksh dijo

aasu chupke se do baha lena

aasu chupke se do baha lena

aasu chupke se do baha lena

kabr meri gale laga lena

kabr meri

gumcha aaye dil mera khila jana

gumcha aaye dil mera khila jana

phul turbat pe do chadha jana

dil me lekar tumhari yaad chale

bage aalam se na muraad chale

dil me lekar

Explore this song