Roman script
o mujhe teri chahat ke gham ki kasam jamane ki har ek kasam ki kasam mai tere liye hu, tu mere liye sitamgar tere har sitam ki kasam dil me aag lagaye sawan ka mahina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina dil me aag lagaye sawan ka mahina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina dil me aag lagaye sawan ka mahina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina ho is dil se arman ye nikale, ek hi ghunt me jan ye nikale ho is dil se arman ye nikale, ek hi ghunt me jan ye nikale zeher judayi wala ghunt ghunt nahi pina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina ye teri yado ka mausam, pyar bhare wado ka mausam ye teri yado ka mausam, pyar bhare wado ka mausam iss mausam ke bichhade, shayad mile kabhi na nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina tune mujhe jo jakhm diye un, jakhmo ko nahi sina nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina ho ishq ibadat ishq hai puja, ishq khuda ka nam hai duja ho ishq ibadat ishq hai puja, ishq khuda ka nam hai duja ye dil mathura kashi kaba aur madina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina dil me aag lagaye sawan ka mahina nahi jina, nahi jina tere bin nahi jina nahi jina, nahi jina o tere bin nahi jina
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Alag Alag (1985)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Tina Munim
- Actor: Deven Verma
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Om Parkesh
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Urmila Bhatt
- Actor: Gita Siddharth
- Actor: Bhagwan
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Bindu
- Actor: Birbal
- Actor: Chandrashekhar
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Asit Sen
- Actor: Gurbachan
- Actor: Subbiraj
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Gurubachan Singh
singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
actor: Rajesh Khanna, Tina Munim