Roman script

dil leke jate ho kaha ham to khade hai yaha

kya hai tumhara jisne pukara 

usi pe dene lage jaa dil leke jate ho kaha 

ham to khade hai yaha kya hai tumhara jisne pukara 

usi pe dene lage jaa dil leke jate ho kaha 

dekh reshmi bahe ham to bhul gaye rahe

tadpa gayi bahka gayi teri nashili nigahe

kapde saaf dil maila banke phirte ho chhaila

malum hai hame chal ye kyu jaal rahe ho faila

dil leke jate ho kaha ham to khade hai yaha

kya hai tumhara jisne pukara 

usi pe dene lage jaa dil leke jate ho kaha 

aasman me badal jaise aankh me kajal

kho jau mai so jau mai mere dil pe dal de aanchal

jante hai jo badalna kam jinka hai chhalna

unse aji achha yahi daman ko bachakar chalna

dil leke jate ho kaha ham to khade hai yaha

kya hai tumhara jisne pukara 

usi pe dene lage jaa dil leke jate ho kaha 

sun lo kahte hai tumse rutho na aji hamse

ye husn ki sab shan hai ham dilwalo ke dam se

tujhse pyar ho kaise aitbar ho kaise

badle piya tera jiya mausan badalta jaise

dil leke jate ho kaha ham to khade hai yaha

kya hai tumhara jisne pukara usi pe dene lage jaa

dil leke jate ho kaha ham to khade hai yaha 

kya hai tumhara jisne pukara usi pe dene lage jaa 

dil leke jate ho kaha dil leke jate ho kaha

Explore this song