Roman script

dil dil le gayi dil mera le gayi 

ha ha le gayi dil mera le gayi

arey le gayi dil mera le gayi

ha ha le gayi dil mera le gayi

mast jawani hai uski duniya diwani hai uski

aankhe uski badi badi dekhe mujhko ghadi ghadi

koi kaho kya kare hai badi mushkil haye haye haye

le gayi dil mera le gayi ha ha le gayi dil mera le gayi

dil dil no no no no

hai usi ka ye zamana jo kisi ka hai diwana

dil deke tum bhi sikho pyar ka git gana na na

aankhe uski badi badi dekhe mujhko ghadi ghadi

koi kaho kya kare hai badi mushkil 

le gayi dil mera le gayi ha ha le gayi dil mera le gayi

mina tina ya ho nina

har ladki hai hasina tum bhi nacho sang kisi ke

bin sathi ke kya hai jina 

aankhe uski badi badi dekhe mujhko ghadi ghadi

koi kaho kya kare hai badi mushkil 

le gayi dil mera le gayi ha ha le gayi dil mera le gayi

mast jawani hai uski duniya diwani hai uski

aankhe uski badi badi dekhe mujhko ghadi ghadi

koi kaho kya kare hai badi mushkil 

le gayi dil mera le gayi ha ha le gayi dil mera le gayi

Explore this song