Roman script

jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jab rehne lage wo pare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jab rehne lage wo pare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare zindagi 
meri bin tere kya hai dil mera jaanta hai
ho zindagi meri bin tere kya hai
dil mera janta hai lakh samjao apne man ko
deewana kab manta hai
reha reha ke ye aahe bare dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jab rehne lage wo pare
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
har ghadi tu khiyalo mein mere
bas tujhe sochti hu 
har ghadi tu khiyalo mein mere
bas tujhe sochti hu 
jis taraf bhi nazar ghoomti hai
main tujhe dekhti hu 
tere peeche agar na phire
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jo acha lagta hai jo pyara lagta hai
jab rehne lage wo pare
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare
ye dil kya kare ye dil kya kare

Song details