Roman script

dil kya chahe kaise bolu 

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu 

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu

mange dil jo dua uski khushi vo tu hai 

mai to jisam hu meri zindagi tu hai 

mange dil jo dua uski khushi vo tu hai 

mai to jisam hu meri zindagi tu hai

arey tu mujhse bichade to sans meri thm jaye 

tu mujhse bichade to sans meri thm jaye 

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu

tujhko kya pata tere ishq me kya hai 

kya junu hai kya nasha kya maja hai 

tujhko kya pata tere ishq me kya hai 

kya junu hai kya nasha kya maja hai 

tu dekhe hans ke to dard dava ban jaye 

tu dekhe hans ke to dard dava ban jaye 

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu

choad ke tera dhar yaha kaha jau

dil ki bebasi kaise tujhko samjhau

choad ke tera dhar yaha kaha jau

dil ki bebasi kaise tujhko samjhau

tujhko na dekhu to chain kahi na aaye

tujhko na dekhu to chain kahi na aaye

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu

ho bat ye dil ki aake labo pe, kyu ruk jaye mai kya janu

dil kya chahe kaise bolu

Explore this song