Roman script

dil ko tumse pyaar huwa, pehli bar huwa tumse pyaar huwa

mai bhi aashik yaar huwa, pehli bar huwa,tumse pyaar huwa

chhaayi hai betaabi, meri jaan kaho mai kya karu 

chhaayi hai betaabi, meri jaan kaho mai kya karu

dil ko tumse pyaar huwa, pehli bar huwa tumse pyaar huwa

mai bhi aashik yaar huwa, pehli bar huwa, tumse pyaar huwa

oh kho gaya mai khayaalo me, abb nind bhi nahi aankhon me

karvate bas badalata hu, abb jaagata hu mai raato me

abb duri naa sehani, har lamha kehta hai

naa jaane haal mera aisa kyu rehta hai

mai diwaana tera ban gaya jaane jaana

mai fasaana tera ban gaya jaane jaana

hasina gori gori, churaaya chori chori

churaaya dil chori chori chori chori chori

dil ko tumse pyaar huwa, pehli bar huwa tumse pyaar huwa

mai bhi aashik yaar huwa, pehli baar huwa,tumse pyaar huwa

aarju hai mere sapano ki, baitha rahu teri baaho me

sirf tu mujhe chaahe abb, itana asar ho meri aaho me

tu keh de haske toh, tod du mai rasmo ko

marke bhi naa bhulu mai teri kasmo ko

mai toh aaya hu yaha pe bas tere liye

tera tan mann sab hai mere liye

hai kya hasin najaara,sama hai pyaara pyaara

gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara

mai bhi aashik yaar huwa,pehli baar huwa,tumse pyaar huwa

chhaayi hai betaabi meri jaan, kaho mai kya karu

chhaayi hai betaabi meri jaan, kaho mai kya karu

kya karu,kya karu,kya karu

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song