Roman script

dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska
teri najar ne ho meri najar se 
lagaya hota mashka re 
mashka ho mashka hay 
dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska
meri ahki se apna aakhi 
kahe ko ladaya
kahe ko ladaya bhai
apna kya lete, sachi ham bolta 
ham bhi ladaya 
ham bhai ladaya, kahe ko re
hamko maja aaya 
ho maja ho maja ho maja aaya
ganne ka ras ka ras ka ras ka hay 
dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska
kabhi ham kholi me sota hai raat ko
are dil mera yad karta teri is baat ko 
hum jab sunta hai ik achaa ghazal
dil ka dard hota double double
ho dil ka dard hota double double
dil ka dard hota double double
hota double double
ek claas lagta kya, wah re wah 
ek claas lagta, lakho baras ka
lakho baras ka hay hay hay 
dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska
sapne me najar aata unko tera akada
dekhne me tu uska hai 
??
aaja jalim kahe ko
aaja jalim kahe ko batata hai chaska
chaska chaska chaska hay hay hay 
dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska
tum nahi aayega to marega bomb
bahut bura hota hain aashik ka kom
ik baat bolta paisa garam hai
hamko kya samjha hum bhi nahi kam
kya samjha 
are aayenga to bhada denga 
kaatati bas ka bas ka bas ka hay hay hay 
dil ko lagela mohabbat ka chaska
dil ko lagela mohabbat ka chaska

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Madhubala, Pradeep Kumar, Bhagwan