Roman script

dil ko hai tumse 

dil ko hai tumse pyaar kyo

ye na bata sakunga mai 

ye na bata sakunga mai 

dil ko hai tumse pyaar kyo

pyaar kyo

pahle milan ki chhanw me

tumse tumhare ganw me 

aankhe hui thi chaar kyo

ye na bata sakunga main

pahle milan ki chhanw me

tumse tumhare ganw me 

aankhe hui thi chaar kyo

ye na bata sakunga main

ye na bata sakunga main

dil ko hai tumse pyaar kyo

pyaar kyo

tumko nazar me rakh liya

dil me jigar me rakh liya

tumko nazar me rakh liya

dil me jigar me rakh liya

khud main hua sikar kyo

ye na bata sakunga main

roop ki kuch kami nahi

duniya me ek tumhi nahi 

roop ki kuch kami nahi

duniya me ek tumhi nahi 

par mai tumhari yaad me

rahta hun beqarar kyo

ye na bata sakunga main

par mai tumhari yaad me

rahta hun beqarar kyo

ye na bata sakunga main

ye na bata sakunga main

dil ko hai tumse pyaar kyo

pyaar kyo

Explore this song