Roman script

dil ko bhaya 
dil ko bhaya man ko bhaya
jivan hai muskuraya
dil ko bhaya man ko bhaya
jivan hai muskuraya
pyar bhara pyar bhara
ye pyar bhara sansar nirala
sab kuch kho ke paya
ye pyar bhara sansar nirala
sab kuch kho ke paya dil ko bhaya
dil ko bhaya man ko bhaya
jivan hai muskuraya dil ko bhaya
man chahe kho jana isme
tod sabhi duniya ki rashme
man chahe kho jana isme
tod sabhi duniya ki rashme
is ghar ke deepak se
maine ujiyara hai paya
is ghar ke deepak se
maine ujiyara hai paya
dil ko bhaya man ko bhaya
jivan hai muskuraya dil ko bhaya
ye madhuban se madhuban
ha mere kam yaha ka
dukh bhi mere kam ka
yahi hai nadiya naiya tufa
majhi sahil chhaya 
yahi hai nadiya naiya tufa
majhi sahil chhaya 
dil ko bhaya dil ko bhaya
dil ko bhaya man ko bhaya
dil ko bhaya
dil ko bhaya waar du aaj main lakho
bhagwan ko manu jivan uske 
dil ko bhaya waar du aaj main lakho
bhagwan ko manu jivan uske 
main jaau yaha se uske kaise jaye chhaya
dil ko bhaya man ko bhaya
jivan hai muskuraya dil ko bhaya

Song details

Song video

Watch on YouTube