Roman script

dil ki ye goli chali naino ki bandook se

bomb bhi girenge ab pyar ki sandook se 

dil ki ye goli chali naino ki bandook se

bomb bhi girenge ab pyar ki sandook se 

ha dil ki ye goli chali naino ki bandook se

bomb bhi girenge ab pyar ki sandook se 

ishk ye tera mera 

ishkyaaun ki dhishkyaaun ki dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun 

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

kamar dhaal hai nain kamaan hai

teer si naak teri bhaale si zubaan hai 

o kamar dhaal hai nain kamaan hai

teer si naak teri bhaale si zubaan hai 

ho ya to nazre ladaau ya main khud mar jaau

ya to nazre ladaau ya main khud mar jaau

ishk ye tera mera 

ishkyaaun ki dhishkyaaun ki dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

ladaaku vimaan hai par tu meri jaan hai

bistar ye tera mera are jung ka maidaan hai

ladaaku vimaan hai par tu meri jaan hai

bistar ye tera mera are jung ka maidaan hai

jo tu trigger dabaye to main chumme chalaau

jo tu trigger dabaye to main chumme chalaau

ishk ye tera mera

ishkyaau ki dhishkyaau ki dhishkyaau

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

dil ki ye goli chali naino ki bandook se

bomb bhi girenge ab pyar ki sandook se 

arey dil ki ye goli chali naino ki bandook se

bomb bhi girenge ab pyar ki sandook se 

ishk ye tera mera

ishkyaaun ki dhishkyaaun ki dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

yaha ishkyaaun re waha dhishkyaaun

Explore this song