Roman script

mohabbat badi ajeeb si cheez hai

mohabbat zindagi ke karib hai

mohabbat me duba hai saara jaha

mohabbat na hoti to hota kya yaha

aakhir kya hota hai pyaar, koi to samjhaao yaar

ansuljha sa ye sawaal, kya hai aur kyun hai ye pyaar

mohabbat ek ajnabi sa khwaab hai

mohabbat jawaab tha jawaab hai

kehte hai mohabbat hi khuda, mohabbat hi jaha

mohabbat na hoti to hota kya yaha

aakhir kya hota hai pyaar, koi to samjhaao yaar

ansuljha sa ye sawaal, kya hai aur kyun hai ye pyaar

kehte hai har kisi ke liye, kisi na kisi ko banaya hai

agar mil jaaye wo koi to zindagi ne samjho gale lagaya hai

kab milegi meri wo samjhayegi mujhe jo kyu

mohabbat me duba hai saara jaha

mohabbat na hoti to hota kya yaha

aakhir kya hota hai pyaar, koi to samjhaao yaar

ansuljha sa ye sawaal, kya hai aur kyun hai ye pyaar

Explore this song