Roman script

dil ki patang parindo ke sang 
titali si udi aakash me 
hum bhi chalenge suraj ko pakadne 
jaye bhumi bhare rakhenge pas mein
apni duniya pyar ki duniya 
ek ishare me sara jadu 
khamoshiyo ko gane de 
humko wahi gungunane de 
apne paro ko failane de 
humko hawa sa laharane de 
dil se dil tak ka hai apna rasta 
ude ude hum to ude ude 
ude ude hum to ude ude

Song details

Song video

Watch on YouTube