Roman script

ye raste wahi the yahi the najare
woh waqt kaha kho gaya
kaano se gujarke khamoshi gayi hai
dheere se hai shayad kuch kaha 
ye raste wahi the yahi the najare
woh waqt kaha kho gaya
kaano se gujarke khamoshi gayi hai
dheere se hai shayad kuch kaha
jaani pehchani dheemi si aa rahi 
sapno ki hai khushbuye
sapno ka gaav hai kahi pe
aate hai baadal bhi wahi se
jaani pehchani dheemi si aa rahi
sapno ki hai khushbooyein
ek chota sa hi toh khwab hai  palko tale
nanhi si kali ki jidd hai  ke khul ke khile
jaane kyu aa rahi hai 
najar har taraf mushkile
choti choti dhadkano se 
dabe chupe inhi palo se 
armano ke aasmano se aa rahi 
manjil ki hai khushbuye

Song details

Song video

Watch on YouTube