Roman script

dil ki parton pe chhale pade hai
lafzo ke pairon mein taale pade hai
khushiyaan to jaise chhin si gayi hai
gham se hamare paale pade hai
aankhon se behti boonde
beete woh kal ke nishaan
bheegi kyun palke bataa
yeh jo huaa kyun huaa
dil ki parton pe chhale pade hai
lafzo ke pairon mein taale pade hai.

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Dalip Tahil, Faisal Khan, Shahbaz Khan, Inayat Sharma, Pramod Mautho