Roman script

dil ki na jane anadi balma 

haye dil ki na jane anadi balma

kaise bata dun bhala mai sari batiya 

kaise bata dun bhala mai sari batiya 

dil ki na jane anadi balma 

dil ki na jane anadi balma 

le gaya dil ka ha 

le gaya dil ka chain uda ke 

mar gayi mai to nain mila ke 

dil ko jalye sataye rangili ratiya 

dil ki na jane anadi balma 

haye dil ki jane kuch bhi na jane 

dil ki na jane anadi balma 

payar tumhara haye payar tumhara 

jaan se payara 

puch lo aake haal hamara

bheji jahan se

chupa ke hajaro batiya 

dil ki na jane anadi balma 

haye dil ki na jane kuch bhi na jane 

dil ki na jane anadi balma 

mehki julfe haye mehki julfe 

nain kateele 

mil gye us par balma hatele

aaye na jane mane hamari batiya  

dil ki na jane anadi balma 

dil ki na jane kuch bhi na jane 

dil ki na jane anadi balma

Explore this song