Roman script

khamakha pedo ka gujarna khamakha raaston ka chalna

kya hain yunhi kahi girna girke phirse sambhalna

kya hain dil mein laankhon sawalon ka jalna dil ki mere 

khata yeh toh nahi 

ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna

tumne bhi toh dikhaya na kabhi ya phir sikhaya na kabhi

ke pyar jatate hai kaise jaana dil ki mere khata yeh toh nahi 

ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna

gawah hai yeh asmaan gawa hai hawa 

kisiko na chaha kabhi tumhare siwa

kyun hain phir yeh tanhaiya kaisi yeh saza

dil ki mere khata yeh toh nahi  ke maine bataya na kabhi

ke tune sataya hai mujhe kitna tumne bhi toh dikhaya na kabhi

ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana

kya hai jugnuon ka chamakna raat aate shaamon ka dhalna

patjhado mein phoolon ka khilna aankhon ki salakhon ka 

dam kya hain dil ki mere khata yeh toh 

nahi ke maine bataya na kabhi

ke tune sataya hai mujhe kitna 

tumne bhi toh dikhaya na kabhi

ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana

dil ki mere khata yeh toh nahi  ke maine bataya na kabhi

ke tune sataya hai mujhe kitna 

tumne bhi toh dikhaya na kabhi

ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana

dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi

ke tune sataya hai mujhe kitna

Explore this song