Roman script

dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha

mujhse daman chhudake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil adhuri na rah jaye dil ki kahani

ji dil ki kahani ghadi do ghadi ki hai ye zindagani

ghadi do ghadi ki hai ye zindagani

jalti shama bujha ke chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil

ha ye jalwe ye shok ye nagme ye masti

na jane uad jaye kab sari basti na jane uad jaye kab sari basti

aisi basti basake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil me aake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil kayamat hai mera zara sa ishara 

zara sa ishara bacha na koi meri nazaro ka mara

bacha na koi meri nazaro ka mara

mujhse nazare bacha ke chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil me aake chale  ho kaha ji chale ho kaha

mujhse daman chhudake chale ho kaha ji chale ho kaha

dil ki mehfil

Explore this song