Roman script

dil ki is dahleez tak

jo mehman banake aaye

jo mehman banake aaye

sham ki tanhayiyo mein

unaki ulfat ke ye saye

pyar kaa tufan laaye

dil ki is dahleez tak

jo mehman banake aaye

jo mehman banake aaye

chand yado ka ab sahara hai

pyar kaa dard bhi ghawara hai

saath kisi ke jo bite the

wo lamhe the khwaabo ke

kushanuma sapana tha koi

neend mein ham muskuraye

ham muskuraye sham ki tanhayiyo mein

unki ulfat ke ye saye

pyar kaa tufan laaye

dil ki is dahleez tak

jo mehman banake aaye

jo mehman banake aaye

Explore this song