Roman script

dil ki halat na puchhiye

aapne kya kaha, maine kya sun liya

aapne kya kaha, maine kya sun liya

dil ki halat na puchhiye

aapne kya kaha, maine kya sun liya

aapne kya kaha

ek baar wo fasana, wo fasana phir sunaiye

koi hasi bahana, ha bahana banayiye

samjha hai kya dil, kahna hai muskil

samjha hai kya dil

ye hakikat na puchhiye

aapne kya kaha, maine kya sun liya

aapne kya kaha

phir do dilo me wade

han ji wade, aaj ho gaye 

kuchh or hi irade, ha irede aaj ho gye

kyu muskuraye kisne jagaayi

kyu muskuraye, meri kismat na puchhiye

aapne kya kaha, maine kya sun liya

ha aapne kya kaha

ab mujhko dil lagaana, dil lagaana 

raas aa gaya 

ab pyaar ko jamaana 

ye jamaana raas aa gaya 

maine jo dekhi, aankho se apni 

maine jo dekhi, wo kayaamat naa puchhiye 

aapne kya kaha, maine kya sun liya

dil ki halat na puchhiye

aapne kya kaha, maine kya sun liya

Explore this song