Roman script

dil ki bate dil me hi rakhna 

kabhi kisi se kahna na

kabhi kisi se kahna na 

dil ki bate dil me hi rakhna

ye dunia hai pyar ki dusman ye dunia

ye dunia hai pyar ki dusman 

bhul kabhi tum karna na

dil ki bate dil me hi rakhna 

jisko tumne pyar kiya hai 

jiwan ka sangeet diya hai

bhul ke bhi tum us manjil se 

piche kadam hatana na 

dil ki bate dil me hi rakhna

pyar ki manjil kanto ki hai 

jis par chalna bada kathin hai

chahe jaan bhale hi jaye chahe jaan bhale hi jaye

pyar me dhokha dena na, pyar me dhokha dena na

dil ki bate dil me hi rakhna kabhi kisi se kahna na

kabhi kisi se kahna na dil ki bate dil me hi rakhna

Explore this song