Roman script

dil ki is dehlij tak jo mehman banke aye mehman banke aye 

sham ki tanhayio me unki ulfat ke ye saye pyar ka tufan laye

dil ki is dehlij tak jo mehman banke aye mehman banke aye 

chand yado kaa ab sahara hai pyar ka dard bhi gawara hai

sath kisi ke jo bite the wo lamhe the khwabo ke

kushanuma sapna tha koi nind me ham muskuraye ham muskuraye

sham ki tanhayiyo me unki ulfat ke ye saye pyar ka tufan laye

dil ki is dehlij tak jo mehman banke aye mehman banke aye 

rat gumsum hai aasman chup hai dard me dubi kehkashan chup hai

rat ka rahi chand akela apne safar me hai tanaha

rat ke khwabo me shayad koi subah muskuraye subah muskuraye

sham ki tanhayio me unki ulfat ke ye saye pyar ka tufan laye

dil ki is dehlij tak jo mehman banke aye mehman banke aye 

jo mehman banke aye jo mehman banke aye

Explore this song