Roman script

is saadagi pe kaun na mar jaye ae khuda 

is saadagi pe kaun na mar jaye ae khuda 

ladate hain aur haath me talvaar bhi nahi 

ye aur baat hain milne ka vaada nahi kiya 

vaise to unke hotho par inkaar bhi nahi 

dil kaise tod dete hain, samjha diya ke yun 

patthar ko usne shishe se, takra diya ke yun 

puchha ke chaand din me, niklta hain kistarah 

aanchal ko usne chehare se, sarka diya ke yun 

aanchal ko usne chehare se, sarka diya ke yun 

patthar ko usne shishe se, takra diya ke yun 

dil kaise tod dete hain, samjha diya ke yun 

puchha ghataye me, chhati hain kis tarah 

usne hava me julfon ko, lahra diya ke yun 

usne hava me julfon ko, lahra diya ke yun 

patthar ko usne shishe se, takra diya ke yun 

dil kaise tod dete hain, samjha diya ke yun 

puchha ke meri pyaas ka rashid hain kya jabaav 

saaqi ne main ko aankho se chhalka diya ke yun 

saaqi ne main ko aankho se chhalka diya ke yun 

patthar ko usne shishe se, takra diya ke yun 

dil kaise tod dete hain, samjha diya ke yun 

patthar ko usne shishe se, takra diya ke yun 

dil kaise tod dete hain, samjha diya ke yun 

samjha diya ke yun, samjha diya ke yun

Explore this song