Roman script

dil ka ye engine sitiya maare

aaja sajan aaja line clear hai

dil ka ye engine sitiya maare

aaja sajan aaja line clear hai

aankho ka singnal karta hai ishaare

aaja sajan aaja line clear hai

jawani ki tufaan mel chhuk chhuk kare hai

usme ek gori baithi aahen bhare hai

jawani ki tufaan mel chhuk chhuk kare hai

usme ek gori baithi aahen bhare hai

kah raha hai dil armaan bhara re

aaja sajan aaja line clear hai

kah raha hai dil armaan bhara re

aaja sajan aaja line clear hai

dil ka ye engine sitiya maare

aaja sajan aaja line clear hai

guard ka dil gori tumpe hai aa gaya

mujhko vo daga de ke break me chhupa gaya

guard ka dil gori tumpe hai aa gaya

mujhko vo daga de ke break me chhupa gaya

guard ko humne diya hai bhaga re

aaja sajan aaja line clear hai

guard ko humne diya hai bhaga re

aaja sajan aaja line clear hai

dil ka ye engine sitiya maare

aaja sajan aaja line clear hai

dus baje main kaise khelun nakhro ka khel

dus baje main kaise khelun nakhro ka khel

gyarah baje ho jaayega tera mera mel

gyarah baje ho jaayega tera mera mel

dil ki ghadi pe tu gyarah baja de

aaja sajan aaja line clear hai

dil se mere dil tu aake mila re

aaja sajan aaja line clear hai

dil ka ye engine sitiya maare

aaja sajan aaja line clear hai

Explore this song