Roman script

dil ka qarar le gaya ek ladka bhola bhala sa 
mitha mitha pyar de gaya ek ladka bhola bhala sa 
dil ka qarar le gaya ek ladka bhola bhala sa 
jab jab aankh ladi jhuk jhuk ke najar ne salam kiya

dhak dhak dil dhadka  hatho ne kaleja tham liya
oye aahe besumar de gaya ek ladka bhola bhala sa 
dil ka qarar le gaya ek ladka bhola bhala sa 
duniya ki najro se koi kab tak najar bchayega

chhup chhup kar jalim koi kab tak teer chalayega
koi dhokha har baar de gaya ek ladka bhola bhala sa 
dil ka qarar le gaya ek ladka bhola bhala sa

Song details

Song video

Watch on YouTube