Roman script

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

soye nagme jaag uthe, hontho ki shahanaayi me

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

pyaar aramaano ka dar khatkaye

khwaab jaage aankho se milane ko aaye

pyaar aramaano ka dar khatkaye

khwaab jaage aankho se milane ko aaye

kitne saaye dol pade, suni si anganayi me

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

ek hi najar me nikhar gayi main toh

aaina jo dekha sawar gayi main toh

ek hi najar me nikhar gayi main toh

aaina jo dekha sawar gayi main toh

tan pe ujaala phail gaya pahali hi angadai me

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

aankh pe labo ka me khol rahi hu 

bol wahi jaise ke bol rahi hu 

aankh pe labo ka me khol rahi hu 

bol wahi jaise ke bol rahi hu 

bol jo dube se hai kahi, is dil ki gaharai me 

dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai me

dil ka diya

Explore this song