Roman script

jiya jaye piya aaja

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

pyar ke do bolo ke badle dushman hua zamana

haye re haye dushman hua zamana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

ummid ne thokar khayi hai  

dil deke zudai payi hai 

tera gam hai meri tanhai hai 

pehle se na tha ye jana

pehle se na tha ye jana ki

dil ka aana khudi se jana

haye re haye dushman hua zamana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

pyar ke do bolo ke badle 

dushman hua zamana

haye re haye dushman hua zamana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

aankho me jo aansu aayenge 

tasvir teri dikhlayenge

hum tham ke dil rah jayenge 

pehle se na tha ye jana

pehle se na tha ye jana ki dil ka aana khudi se jana

haye re haye dushman hua zamana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

pyar ke do bolo ke badle dushman hua zamana

haye re haye dushman hua zamana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana

jiya jaye piya aaja

jiya jaye piya aaja

Explore this song