Roman script

dil jale to koi kya kare kuch kaho na

dard badhta hi jaye hai kuch karo na

ae kuch karo na 

dil jale to koi kya kare kuch kaho na

dard badhta hi jaye hai kuch karo na

ae kuch karo na 

sara gila jata rahe dil ko chain aaye

sara gila jata rahe dil ko chain aaye

daalo in labo pe apne lab ke saye

raat bhi ruk jayengi tum ruko na

dard badhta hi jaye hai kuch karo na

Explore this song