Roman script

dil jabse tut gaya, dil jabse tut gaya

kaise kahe kaise jeete hai

dil jabse tut gaya kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

dil jabse tut gaya, dil jabse tut gaya

kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

jaam ka hai sahara warna kya hai humara

jaam ka hai sahara warna kya hai humara

yeh dawa jo na pite hum bhala kaise jeete

dekhe mudke jaha hai waha bebasi

bekhudi ban gayi ab meri zindagi

sath tera chhut gaya kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

tera wada tha jhutha pyar ka rishta tuta

tera wada tha jhutha pyar ka rishta tuta

tune parda hataya asli chehra dikhaya

bewafa bekhabar sangdil beraham

sochte hai tujhe kya kahe hum sanam

kisko pata kisko khabar zakhmo ko hum kaise seete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

dil jabse tut gaya, kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

dil jabse tut gaya, kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hain

kabhi jyada kabhi kam pite hain

Explore this song