Roman script

dil jab se tut gaya 

dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai

dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

dil jab se tut gaya 

dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

jam ka hai sahara, warna kya hai hamara

jam ka hai sahara, warna kya hai hamara

ye dawa jo na peete, hum bhala kaise jite

dekhe mud ke jaha, hai waha bebasi

bekhudi ban gayi, ab meri jindagi

sath tera chut gaya

kaise kahe kaise jeete hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

tera wada tha jhuta, pyar ka rishta tuta

tera wada tha jhuta, pyar ka rishta tuta

tune parda hataya, asli chehra dikhaya

bewafa bekhabar, sangdil beraham 

sochte hai tujhe, kya kahe ham sanam

kisko pata kisko khabar

jakhmo ko hum kaise site hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai

Explore this song