Roman script

dil hi dil me le liya dil meharbani aapki

dil ye is kabil kaha hai ye kadardani aapki

kap kapate hoth jisko keh na paye sharam se

jhukti ankho ne suna di

jhukti ankho ne suna di wo kahani aapki

dil hi dil me le liya dil meharbani aapki

or is dunia me kya hai

or ek dunia me kya hai did ke kabil bhala

or is dunia me kya hai did ke kabil bhala

ek mera diwanapan hai

ek mera diwanapan hai ek jawani aapki

dil hi dil me le liya dil meharbani aapki

apne dil ko kyu na chahu jisne chaha aapko

ab to mera dil bhi hai

ab to mera dil bhi hai jaise nishani aapki

dil ye is kabil kaha hai ye kadardani aapki

dil hi dil me le liya dil meharbani aapki

Explore this song