Roman script

dil hi dil me le liya dil, meharbaani aap ki

dil ye is kaabil kaha hai kadardaani aap ki

kapkapaate honth jisko kah na paaye sharm se

jhukti aankho ne suna di

jhukti aankho ne suna di ye kahaani aap ki

dil hi dil me le liya dil, meharbaani aap ki

aur is duniya me kya hai, aur is duniya me kya hai

deed ke kaabil bhala

aur is duniya me kya hai deed ke kaabil bhala

ek mera diwaanapan ha

ek mera diwaanapan hai ek jawaani aap ki

dil hi dil me le liya dil, meharbaani aap ki

apne dil ko kyu na chaahu jis ne chaaha aap ko

ab to mera dil bhi hai

ab to mera dil bhi hai jaise nishaani aap ki

dil hi dil me le liya dil, meharbaani aap ki

dil ye is kaabil kaha hai kadardaani aap ki

dil hi dil me le liya dil, meharbaani aap ki

Explore this song