Roman script

dil hamne diya hai, ikrar hamne kiya hai 

jane tamanna jane zamana, ke tujhe pyar hamne kiya hai

chehra tera phulose hasi hai, deewane dil ne kaha

tujhse pyara koi bhi nahi hai, sun le o jane ada

tujhe dekhe tujhe chahe, tera didar sau sau baar 

ham to yaar karenge

dil hamne diya hai, ikrar hamne kiya hai 

jane tamanna jane zamana, ke tujhe pyar hamne kiya hai

dil hamne diya hai, ikrar hamne kiya hai

saanso me tufano ko chhupaya, hamne kiya intjar

tune hamko sine se lagaya, tab jake aaya karar

khafa na ho kabhi dilbar, mohabbat pe hamesha 

ham to aitabar karenge 

dil hamne diya hai, ikrar hamne kiya hai 

jane tamanna jane zamana, ke tujhe pyar hamne kiya hai

dil hamne diya hai, ikrar hamne kiya hai 

jane tamanna jane zamana, ke tujhe pyar hamne kiya hai

ha tujhe pyar hamne kiya hai, ha tujhe pyar hamne kiya hai

ha tujhe pyar hamne kiya hai

Explore this song