Roman script

dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye
dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye
dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye
ek jam hai sharab ka 
dariya liye huye 
ek jam hai sharab ka 
dariya liye huye 
aankhe milake apne 
jadu sa kar diya  
aankhe milake apne 
jadu sa kar diya  
dil ab tadap raha hai 
tamana liye huye 
dil ab tadap raha hai
tamana liye huye  
hanste the aap jab 
hanste the aap jab 
mohabbat ki dastan liye huye 
jate hai log mera janaza liye huye 
jate hai log mera janaza liye huye 
dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye
dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye
dil hai tumhari yaad ki 
duniya liye huye

Song details

Song video

Watch on YouTube