Roman script

dil gaya dil gaya dil gaya

mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho

mera saiyan mujhe mil gaya

mili jabse hai tujhse nigahe

koi gul ye ajab khil gaya

koi gul ye ajab khil gaya

mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho

mera saiyaan mujhe mil gaya

bahti ruk ruk ke thandi hawa

kaho gup chup ye kahti hai kya

bahti ruk ruk ke thandi hawa

kaho gup chup ye kahti hai kya

meri dhadkan machalne lagi

dil ki duniya badalne lagi

kiya kismat ne jadu naya

kiya kismat ne jadu naya

mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho

mera saiyan mujhe mil gaya

teri surat ye bholi adaa

dekhte hi mujhe kya hua

teri surat ye bholi adaa

dekhte hi mujhe kya hua

koi aankho me chhane laga

naye sapne dikhane laga

chha gaya chha gaya kya nasha

chha gaya chha gaya kya nasha

mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho

mera saiyan mujhe mil gaya

jaha chhup chhup ke hum tum mile 

wahi dil dushmano ke jale

jaha chhup chhup ke hum tum mile 

wahi dil dushmano ke jale

jo jale unko jalne bhi do

main tumhari hun tum mere ho

mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho

mera saiyan mujhe mil gaya

dil gaya dil gaya dil gaya

mera saiyaan mujhe mil gaya

Explore this song