Roman script

dil gane laga lahraane laga 

dil gane laga lahraane laga 

mujhe aai teri yaad, dil huaa bekraar 

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga 

dil gane laga lahraane laga 

mujhe aai teri yaad, dil huaa bekraar 

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga 

maine ye jana hain, dil tera divana hain 

jasie shamma ki lau pe, jalta ek parvana hain 

maine ye jana hain, dil tera divana hain 

jasie shamma ki lau pe, jalta ek parvana hain

mujhe aankho me chhupa le mujhe sine se laga le 

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga 

dil gane laga lahraane laga 

chaahat ke phulo me, khushbu tumhari hain 

hontho ko chum lu main, aaja bekraar hain 

chaahat ke phulo me, khushbu tumhari hain 

hontho ko chum lu main, aaja bekraar hain 

chali aisi purvaai baji pyar ki shehnaai 

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga 

dil gane laga lahraane laga 

khwabon ki basti me, yaadon ke mele hain 

aa jana aa bhi jana, kabse ham akele hain 

khwabon ki basti me, yaadon ke mele hain 

aa jana aa bhi jana, kabse ham akele hain 

mujhe kaahe ko sataye, hay raha nahi jaaye 

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga 

dil gane laga lahraane laga 

mujhe aankho me chhupa le mujhe sine se laga le  

ab aaja tu jaanejaan ho ho ho 

dil gane laga lahraane laga ha ha ha 

dil gane laga lahraane laga

Explore this song