Roman script

aag ka dariya doob ke jaana

ishq nahi aasaan, aasaan ho

ishq nahi aasaan

dil-e-nadaan tujhe hua kya hai

aakhir iss dard ki dava kya hai

dil-e-nadaan tujhe hua kya hai

humko unse wafaa ki hai umeed

humko unse wafaa ki hai umeed

humko unse wafaa ki hai umeed

jo nahi jaante wafa kya hai

jo nahi jaante wafa kya hai

dil-e-nadaan tuje hua kya hai

jaan tum par nisaar karta hu

jaan tum par nisaar karta hu

jaan tum par nisaar karta hu

main nahi jaanta dua kya hai

main nahi jaanta dua kya hai

main nahi jaanta dua kya hai

dil-e-nadaan tuje hua kya hai

aag ka dariya doob ke jaana 

ishq nahi aasaan, aasaan ho

ishq nahi aasaan

maine maana ke kuch nahi ghalib

maine maana ke kuch nahi ghalib

muft haath aaye to bura kya hai

muft haath aaye to bura kya hai

dil-e-nadaan tuje hua kya hai

Explore this song