Roman script

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

aakhir is dard ki dawaa kya hai

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

humko unse wafaa ki hai umeed

humko unse wafaa ki hai umeed

humko unse wafaa ki hai umeed

jo nahi jaante wafaa kya hai

jo nahi jaante wafaa kya hai

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

jaan tum par nisaar karta hu

jaan tum par nisaar karta hu

jaan tum par nisaar karta hu

main nahi jaanta duaa kya hai

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

maine maana ke kuchh nahi ghalib

maine maana ke kuchh nahi ghalib

muft haath aaye toh bura kya hai

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

dil e nadaan tujhe huwa kya hai

Explore this song