Roman script

diya dil, dil diya kya kiya, kya kiya

diya dil, dil diya

diya dil, dil diya kya kiya, ho kya kiya

diya dil, dil diya kya kiya, kya kiya

dekha tujhe to bepanah ishk tujhse kar liya

diya dil, dil diya kya kiya, kya kiya

dard maine kaisa le liya 

ho ho o dard maine kaisa le liya

bas teri aarju bas teri pyas hai

ye meri jindagi teraa ehsaas hai

har wakt mere khwab me tera tasavvur chhupa

kambakt tere pyar ka chhaya hai aisa nasha

pagal banaya tune mujhe deewane sathiya

diya dil, dil diya kya kiya, ho kya kiya

dard maine kaisa le liya 

ho ho o dard maine kaisa le liya

jaan ke dil yaha koi deta nahi

bewajah ishk ka dard leta hai

kaise kahu main kis kadar tune hai bebas kiya

betab karke mujhko chain mera le liya

lagta nahi hai ab to kahi tumhare bin jiya

diya dil, dil diya kya kiya, ho kya kiya

dard maine kaisa le liya 

ho ho o dard maine kaisa le liya

Explore this song