Roman script

dil diya hai aapne to meharbani aapki

meharbani aapki

ham na ab wapas karenge ye nishani aapki

ye nishani aapki

dil diya hai aapne to meharbani aapki

meharbani aapki

shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul

shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul

ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul

ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul

hum to kis kabil the ye hai kadardani aapki

dil diya hai aapne to meharbani aapki

meharbani aapki

ham na ab wapas karenge ye nishani aapki

ye nishani aapki

aap aaye meri dunia me inayat sukriya

aap aaye meri dunia me inayat sukriya

muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya

muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya

ab hua malum ham hai jindgani aapki

meharbani aapki

dil diya hai aapne to meharbani aapki

meharbani aapki

ham na ab wapas karenge ye nishani aapki

ye nishani aapki

dil diya hai aapne to meharbani aapki

meharbani aapki

Explore this song