Roman script

dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din 

baithe rahe tassvure jana kiye huye 

zado ke naram dopahar aangan mein let kar 

aankho pe khich kar tere aanchal ke saye ko 
odhe pade rahe kabhi karwat lete huye 
dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din 
barfili sardiyo mein kisi bhi pahad par 
barfili sardiyo mein kisi bhi pahad par 
wadi mein gunjti huyi khamoshi aansu ne 
ankho me bhige bhige se lamhe liye huye 
dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din 
dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din 
baithe rahe tassvure jana kiye huye 
dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din 
dil dhundhta hai phir wahi fursat ke raat din

Song details

Song video

Watch on YouTube