Roman script

dil dhadka dil dhadka 

wo hi shola fir bhadka

pas aana nahi mere jal jaoge

bat karti hu pate ki lut jaoge

dil dhadka dil dhadka 

wo hi shola fir bhadka

pas aana nahi mere jal jaoge

bat karti hu pate ki lut jaoge

dil dhadka dil dhadka 

ye ankhiya ankhiya ye ankhiya

us par ye mera sharmana

haye allha allha haye allha

kar dega tumhe diwana

jara dhire se jara hole se tadpana

dil dhadka dil dhadka 

ji humse humse ji humse 

jaoge kaha tum bachke

o sajna sajna o sajna

pag pag pe kamriya lachke

jara tan tan ke 

jara ban ban ke tarsana

dil dhadka dil dhadka

ye jalva jalva

ye jalva kaisa hai jara kahne do

ye parda parda ye parda 

aankho par pada rahne do 

jara ruk ruk ke jara 

jhuk jhuk ke lahrana

dil dhadka dil dhadka

wo hi shola fir bhadka

pas aana nahi mere jal jaoge

bat karti hu pate ki lut jaoge

dil dhadka dil dhadka 

wo hi shola fir bhadka

pas aana nahi mere jal jaoge

bat karti hu pate ki lut jaoge

dil dhadka dil dhadka

Explore this song