Roman script

dil deke dil liya haye rabba

oye dil deke dil liya haye rabba

lakho ka ye sauda kiya haye rabba

oye duniya ka ab koi dar nahi

oye humko kisi ki bhi fikar nahi

marji humari, hum jaye kahin

dil apna hai, lagaye kahin

koi dil pe kisi ka chale jor nahi

oye hum bhi to kuch kamjor nahi

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

dil ki lagi ne bada kaam kiya

dilwalo ka bada nam kiya

oye dil leke gham ko tod diya

oye duniya ko ye itna mod diya

sona, chandi, heera, moti bhul ke

dhan walo ko dil shul lage

koi khush ya kisi ke dil roye agar

paisa paisa hoga paisa, dil dil magar

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

nahi dil kabhi todna

bas dil se dil jodna

Explore this song