Roman script

dil deke bahut pachhtaye, bahut pachhtaye 
ki sara jag, ki sara jag bairi ho gaya haye
ki sara jag bairi ho gaya hay 
dil deke dil deke bahut pachhtaye, bahut pachhtaye 
ki sara jag, ki sara jag bairi ho gaya haye
ki sara jag bairi ho gaya hay 
ulfat ke geet mere hotho pe rah gaye
arman aansu ban ban ke bah gaye
o ban ban ke bah gaye
ulfat ke geet mere hotho pe rah gaye
arman aansu ban ban ke bah gaye
o ban ban ke bah gaye
gam ka nishana dil 
o dil kyun ho gaya kyun ho gaya
dil deke dil deke bahut pachhtaye bahut pachhtaye 
ki sara jag ke ki sara jag bairi ho gaya haye
ki sara jag bairi ho gaya haye
adhura raha do dilo ka fasana
kaali ghata banke chhaya jamana chhaya jamana
adhura raha do dilo ka fasana
kaali ghata banke chhaya jamana chhaya jamana
kisamt banane vala o bary 
kyun so gaya kyun so gaya 
dil deke dil deke bahut pachhtaye bahut pachhtaye 
sara jag ke ki sara jag bairi ho gaya haye
ki sara jag bairi ho gaya haye
teri yaad ko apne dil me chhupake
rote hai hum apna sab kuch luta ke
o sab kuch luta ke
teri yaad ko apne dil me chhupake
rote hai hum apna sab kuch luta ke
o sab kuch luta ke
kya kya tha socha humne 
o humne kya ho gaya kya ho gaya 
dil deke dil deke bahut pachhtaye bahut pachhtaye 
ki sara jag ke ki sara jag bairi ho gaya haye 
ki sara jag bairi ho gaya haye ki sara jag

Song details

Song video

Watch on YouTube