Roman script
dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki kaun hai, woh kaun hai main janta nahin, ho dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki pas ayegi ek din woh, pyar layegi ek din woh uske mathe ko chum lunga, uski bahon mein jhum lunga uski ankhon ka main, ek hasin khwab hun usse milne ko main kitna betab hun dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki kaun hai woh kaun hai, main janta nahin, ho dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladki, ha ha ah ha ha ha ha, ha ha ha ha, ha ha ha ha kya bataun woh hai kaisa, woh diwana khub hai sari duniya se juda, woh mera mehbub hai chhedta khwabon mein ake, woh bada hai manchala main usse hasil karungi, yeh hai mera faisla kaun hai woh kaun hai, main janti nahin, ho dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladka dil diwana dhundhta hai, ek hasin ladka hasina bata tera kya nam hai mere nam se tujhko kya kam hai oh magrur ladki zara dhire chal ae gustakh tu apna rasta badal yun ankhen na dikha tu, yun batein na bana tu manegi tu na aise dekhe hai tere jaise, tu nashe mein chur hai mujhko aisa lag raha hai, tu badi majbur hai kaun hai tu kaun hai tu main janta nahin, ho eh hey hey hey, la la la la, ek hasin ladki la la la la, la la la la la la, ek hasin ladka
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Ek Rishtaa (2001)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Rakhee
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Juhi Chawla
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Simone Singh
- Actor: Alok Nath
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Anang Desai
- Actor: Kunika
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Tej Sapru
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Nagma
- Actor: Malay Chakraborty
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Akshay Kumar, Karishma Kapoor